uttarayan status video editing alight motion // uttarayan coming soon status

Uncategorized

Doston aaj ke is artical Mein aapka bhai aapko new special Gujarati Tamil song ke sath status video edit karna sikhane wala hai chaliye shuru karte Hain

Status ko banane ke liye sabse pahle aapko Kuchh material ki jarurat Hogi jo bhi material Mein use karne wala hun main aapko de dunga link aapko mil jaega discription mein aap click karke import Karen na project ko

Agar aapko Kisi bhi tarah ki koi problem aati Hai To hamen comment karke bata sakte hain chaliye shuru karte hain sabse pahle aapko apne mobile phone mein application download kar lena hai

Use application ka naam hai Alight motion agar aapke pass hi application Nahin Hai To iska link aap Google per search karke download kar lena ya FIR aapko hamari ISI website per iska link mil jaega

Link main aapko de dunga aap click karke application Ko download kar sakte hain jaise hi aap ise open karenge to aapke samne Kuchh Is tarike se ek page open hokar a jaega

Application ko open karte hi Kuchh Is tarike se aapke samne page open hokar a jaega Yahan per aapko kya karna hai niche Plus ke option per click karna hai aapke samne size a jayegi aapko kaun si size mein status ko banana hai

Is tarike se aapke samne sari size a jayegi aapko kya karna hai agar aap ful screen Mein status ko create karna chahte hain to aapko yah Plus ke option per click karna hai uske bad aapko size leni Hogi 1080 + 2340

Yah wali size aapko select karni hai uske bad aapko frame rate Lena hoga to aap 60 FPS Le sakte hain aur background aap black Le sakte hain uske bad aapko niche create project ke option per click karna hai uske bad aap andar open ho jaenge aapke samne Kuchh Is tarah Se page open hokar a jaega

Is tarike se aapke samne page aane ke bad sabse pahle aapko music Le lena hai to music Yahan per Kuchh lene ki jarurat Nahin Hai Main aapko jo Project use karne wala hun vah project aapko de dunga to aap direct unko import karenge to aapka sara kam ho jaega okay

Yahan per main aapko song beat ka aur shkae Project ka project dene wala hun to aapko sabse pahle song beat ke project ko click karke open kar lena hai usse pahle aapko project ko import karna hoga project ko import karne ke liye aapko sabse pahle niche Ek button per click karna hai download ke

Download ke button per click karne ke bad thoda sa aapko Intezar Karna Hai uske bad aapke samne click tu download ka button a jaega timer khatm hote hi use per aapko click karna hai aapke samne Ek dusra page open hoga niche Se khol karenge to aapko download ka button mil jaega jo bhi project hoga use per Naam likha hoga

Aapko simple se use button per click karna hai uske bad aap direct open ho jaenge alight motion mein aapko import per click kar dena hai aapka project import hokar add ho jaega uske bad aap usko open karenge To vah Kuchh Is tarike se aapke samne dikhai dega

Is tarike se aapke samne project open ho jaega jo bhi gane ki lyrics aane wali hai vah aapko project Mein pahle Se Hi mil jayegi aapko Apne photo ko alag se add karna hoga Yahan per Maine beat mark already laga rakhi hai

To aapko beat ke hisab se photo ke size ko add karna hoga har photo ke sath aapko beat ke hisab se rakhni hogi uske bad sare photo ko complete add kar dena photo add karne ke liye aapko niche Plus ke option per click karna hai aapko media ke option per click karna hai

Aapko use wale folder mein jana hai Jahan per aapke photo rakhe hue hain aap apni photo ko select karenge uske bad photo ko import kar dena hai photo ko ful screen Mein karne ke liye aapko photo per click karna hai upar aapko 3 line per click karke fil composer area per aapko click kar dena hai to aapka jo photo hai vah ful screen mein ho jaega

Agar aapka photo idhar udhar se katata hai to aap munh and transfer ke option Se usko photo ko bilkul center Mein set kar sakte hain bilkul bich mein sare photo complete add Ho jaane ke bad aapko UN photo mein अलग-अलग effect ka use karna hoga

Effect Ke liye Main aapko alag se project de dunga to aapko kya karna hai UN project ko click karke import kar lena link vah bhi aapko mil jaega

Shkae Effect Project project ko click karke import kar lena hai Jaise hi aap import karke open karenge to vah project Kuchh Is tarike se aapke samne open hokar a jaega

Is tarike se aapke samne yah shake Effect effect ka project open ho jaega Yahan per jitne bhi fact Hai vah sari Kuchh aapko stable stap mil jayegi Yahan sab Ko Sabhi feat ko एक-एक karke copy karna hai aur aapko use wale photo per aapko step bye step pest karna hai

Photo mein effect ko complete pest karne ke bad aapka kam Yahan per complete ho jaega aur uske bad aapko Yahan per lyrics ke andar Jo effect dalni Hai vah bhi aapko mil jayegi usko bhi aap copy karke dal dena

Aapka pura status complete edit hone ke bad ise aapko export karna hoga export karne ke liye upar aapko setting ke pass wale option per click karna hai video ko select karna hai aur aapko niche export ke button per click karna hai

Click To Download

Aapka jo bhi status video rahega vah gallery Mein export ho jaega uske bad use kahin per bhi aap share karenge uski quality agar kharab Hoti Hai To Mujhe aap comment Mein batana main uska solution aapko bata dunga

Project Ko download karne ke liye aapko niche download ka button mil jaega is per click karke aap project ko import kar sakte hain

Doston aaj kis artical Mein Bus itna hi main aapse milta hun new artical Mein tab tak ke liye Jay Hind vande Mataram

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *