अरे दिन बदलिया मौसम यह बदल गया | Song Status editing ||Alight Motion Video Editing|| status editing

Uncategorized

MSME loan ki visheshtaen aur Labh

MSME yani sukshm, laghu aur madhyam udyogon ki laghu aur digi Kali ki vyavsayik jaruraton ko pura karne ke liye Jo business loan pradan Kiya jata hai use loan ko msme Mein loan kaha jata hai.

MSM loan ke madhyam se MSME sector ke business apni karyshil punji, punjigat vyeye, aur Gair Nidhi Jaisi avashyaktaon ko pura karta hai.

Aapko jankari ke liye Bata Den Ki Desh Ki Pramukh nbfc Chiplun se MSME sector ke karobariyon ko 7.5lakh rupaye Tak ka business loan aur, 3 lakh Tak line off credit sirf teen din mein pradan kiya jata hai.

MSME ki paribhasha kya hai.

Ek karod Tak investment aur 5 karod Tak ke return aur wale udyog ko sukshm udyog yani micro enterprise Ka darja Diya gaya hai manufacturing aur service donon sector hai.

Laghu udyog ki paribhasha: 10 karod Tak ka investment aur 50 karod ke turnover wale enterprise ko small unit Mana jata Hai yani ki laghu udyog manufacturing aur service donon sector a jaate Hain.

Madhyam udyog ki paribhasha: agar aap 30 kroad rupaye ka Kisi business mein investment karte hain to aapko 100 karod rupaye ka turnover wale logon Ko madhyam udyog ki Mana jata hai.

MSME loan Kaise milta Hai?

Jis prakar se Anya loan milta hai theek usi prakar se m.sc Mein loan milta Hai kahane ka matlab yah hai ki laghu udyog loan ke liye ek Tay prakriya ka palan Karen uchit madhyam se apply karna hota hai loan apply karne se pahle apni patrata ki jaanch karni Hoti Hai uska Aadhar per MSME Apne uske credit score per loan pradan karta hai.

Yogita ki Jaat kar lete hain to MSME loan ke liye jaruri dastavejon ko Manga jata hai to Ms Mein loan ke liye aavedan kar dena hota hai MSc Mein loan ke liye online ho raha offline donon prakash se aap apply kar sakte ho.

Loan ke liye aavedan kis tarah Se hoga yah Puri tarah Se loan Dene Wale Bank Kiya Sanstha per nirbhar karta hai ki aapko kis prakar loan Diya ja sakta hai.

Msme loan Kaise milta Hai?

Msmil loan ke liye apply karne ke liye sabse pahle Yogita ki jaanch kar lena bahut jaruri Mana jata Hai kyunki Yogita Se Hi yah pata chal jata hai ki loan milega ya nahin aap loan ke liye Patra hai ya nahin loan ke liye Sabhi bankon dwara aapko loan pradan Kiya jata hai.

  • Aavedak ki umra 18 varsh Se lekar 75 varsh ke bich honi chahie.
  • Business newnatam 3 sal se purana ho.
  • Ca/audited balance sheet hona chahie.
  • Jis business ke liye loan aavedan Kiya ja raha ho use business ki prakriti proprietranship, partnership, limited company, private limited company, LL ki ho.

MSME loan ke liye jaruri dastavej

  • Aapke pass Aadhar Card hona chahie.
  • Sarkar dwara jari koi ek Mul nivas praman Patra hona chahie.
  • Sarkar dwara jari koi ek pahchan Patra hona chahie.
  • PAN card hona chahie aapke pass.
  • Aayu praman Patra.
  • Pichhle 1 sal Ka bank statement hona chahie.
  • Business registration certificate aapke pass jaruri hona chahie.
  • GST certificate hona chahie aapke pass.
  • Agar business pahle se chal raha hai to pichhle 2 yar me kitne ka business hua uski balance sheet honi chahie.
  • No objectition certificate.
Click To Download

To doston aaj ke is artical mein Bus itna hi milte Hain next artical mein tab tak ke liye"Jay Hind vande Mataram".

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *