अरे फोन में फोटो देखो मैना मारो जीव कंठा में song status editing|| Alight Motion Rajasthani status

Uncategorized

 Doston aaj ke is artical Mein ham aapko batane Wale Hain Aadhar Card se upi id aap kaise banaa sakte hain

Vaise to upi banane ke liye upi ID ya phone per Kisi Ko chalane ke liye aapko ATM card ki jarurat hoti hai lekin Aaj ham Kuchh alag hi aapko batane Wale Hain Jo ki aapko is post Mein janne ko milega

Aadhar upi new Bank list Bina ATM card debit card ke hi sirf Aadhar Card se upi pin banaa sakte hain Sabhi users ka Bank khata agar is Bank mein hai to aap yah kam kar sakte hain

Aadhar Card se upi pin set karne ki suvidha ko Bank ke Aadhar upi new Bank list mein jari kar diya gaya hai

Ham aapko Bata Den Ki Aadhar upi new Bank list Mein Shamil bankon ke khata dharkon ke liye yah bahas ka khushkhabari hai aapko Apne Aadhar Card se upi pin set karne ke liye Apne Aadhar Card aur Bank khate Mein Ek mobile number ko link karna hoga taki aap aasani se aur OTP satyapan kar saken

Aadhar Card se upi pin Kaise banaen

Humne is artical mein aapko Sabhi bankon Ke grahakon ka Aadhar Card se upi pin set karne ki suvidha ko complete bataenge

Aadhar upi new Bank list ke bare mein bataenge balki ham aapko is artical Mein complete vistar se Aadhar Card se upi ID banana bhi sikhaenge

Aadhar upi new Bank list

To aaiae ham aapko vistar se Bata rahe hain ki ATM card debit card ke Keval Aadhar Card se upi pin set kaise karen aur कौन-कौन se bankon mein yah suvidha aap kar sakte hain jo ki niche aap Bank ke naam dekh sakte hain

  • Central Bank of India
  • Canara Bank
  • Conara Bank
  • Suryoday Small Finance Bank
  • UCO Bank
  • Punjab and Sind Bank
  • Induslnd Bank
  • Kerala Gramin Bank
  • Karnataka Bank
  • Equitas Small Finance Bank
  • Rajasthan State Co – Operative Bank Ltd
  • Punjab National Bank
  • AU small finance Bank
  • Federal Bank and
  • Paytm payments Bank etc

Approx Sabhi bankon Mein Aadhar Card se upi pin aap set kar sakte hain jisse aap ine Bank ko ki grahakon ko suvidha ka pura Labh de sakte hain

Click To Download

Doston aaj ke is artical Mein Bus itna hi main aapse milta hun new artical Mein tab tak Vijay Hind vande Mataram

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *