Paytm Bc agent registration 2023 Ghar baithe paytm BC agent bane?
How to get paytm busy point paytm BC: paytm kaise Le mahine ki acchi kamai paytm PC point gayak Seva Kendra point kaise kholna chahte Hain to aapko iski suvidha nahin Mil Pa rahi hai to PayTM aapko sunhara mauka de raha hai paytm ke sath aap biji agent acchi kamai kar sakte hain to chaliye aaj Ham is artical mein aapko paytm bhi ISI kaise Le iske bare mein batane wale Hain to aap artical ko ant Tak jarur padhe
How to get paytm Bc point
Paytm mobile wallet pradata company ko aaj Bharat mein har Koi jaanta hai aur samay mein logon ka vishwas bhi paytm per Ban chuka hai is bich paytm aapko kamai ki ek aur nai suvidha pradan karne ja rahi hai aap paytm ke grahak Seva Kendra agent Ban acchi kamai kar sakte ho jaisa ki aap logon ko pata hai ki filhal mein hi paytm mein apne paytm payments Bank ki shuruaat ki thi aur ISI ke liye paytm ko bhi point ki jarurat bhi hai to SMS UN logon ke liye sunhara mauka hai jo apna ek grahak Seva Kendra kholna chahte Hain.
Paytm kyu de raha hai mauka
Jaisa ki humne aapko pahle hi Diya paytm ne apni banking Seva ki shuruaat Kar Di hai aur ismein karodon grahakon ke naye khate ko Le jaane Hain khata kholne ke bad usmein deposite withdrawal balance inquiry Maine transfer ityadi ki suvidha ki bhi jarurat hone wali hai inhin baton ko dhyan mein rakhte hue paytm Ham logon ko BC agent banane ka mauka de raha hai aur iske liye aavedan bhi per shuru ho chuke hain.
- Agar aap bhi karna chahte hain paytm login to yah link ko follow karna hoga.
- Sabhi chahte Hain Ghar baithe paytm KYC karne ki lekin bahut sari samasyaon ko lekar Ghar baithe aap paytm KYC nahin kar paate Hain.
- Khud se paytm KYC online verification kaise kare.
- Agar baat ki jaaye paytm KYC center dhundhne ki to aap yahan se pure vistar mein jaan sakte hain paytm KYC center kaise milega aur kis prakar se paytm KYC kara sakte hain.
Paytm DC point ke liye kaise aavedan kare?
BC banane ke liye aapko paytm banking ki official website per jari hogi aur vahan aapko ek link dikh jaega paytm BC per jis per aap click Kare. Aap click karte hi aapke samne ek chhota sa aavedan form khul jaega is form mein aapse Jo jankari poochhi jayegi vah aapko dhyanpur bhar deni hai. Puri jankari badhane ke bad aapko paytm KYC uplabdh karva Di jayegi. Is aavedan form ke safaltapoorvak bhare jaane ke 10 ya 15 dinon ke bhitar aapko paytm ke adhikari aapse sampark karenge aur aapse mulakat karnge aur aapse mulakat kar vah aapko paytm ka BC agent banaa denge.
Paytm BC point agent banne ke fayde
Iske fayde to bahut sare hone wale hain lekin Ham aapko kuchh fayda ke bare mein batane wale Hain sabse pahle aap ek train company ke worker ban jaaoge. Yani ki aapki khud ki ek company Ban jayegi jiske madhyam se aap apne grahakon ko bahut sari suvidhaen desh kahenge jaise ki aap apne grahakon ke liye paytm suvidha bhi shuru kar sakte hain. Jaise ki aap apne grahak ko ka paytm ka naya account khol le paoge paise jama, khate se paise ki nikal sakte ho, money transfer kar sakte ho, paytm KYC karna ityadi suvidhaen aap apne paytm point se Kar sakoge.
Paytm BC point ke liye kitne rupaye ka kharcha aata hai.
Vaise to PayTM DC agent banne ke liye aapse Koi charge nahin liya jaega lekin aapko kuchh additional kharch karne per sakte hain. Aapke pass ek dukaan hona chahie, computer hona chahie jismein internet ki suvidha maujud Ho. Baki paytm BC agent banne ke liye aapko jyada bhatkana nahin hai bus aap inki banking ki website per jakar apna registration karvana hoga.
- Paytm payment Bank aavedan form mein mangi Gai sampurn jankari ko dhyanpurvak bhare.
2.ab aapko is aavedan form mein nimnalikhit jankari ko bharna hoga jo bhi manga gaya hai. - Ab apna pura nam bhare.
- Iske bad aap yahan per apna pin code dale.
- Ab apna pura adress bhare.
- Pin code dalne ke bad apne rajya ka chayan Karen.
- Iske bad iske bad ab aapse poochha jaega ki kya aapke pass pahle se Koi update hai ya dukaan hai to aap is per click Karen.
- Niche aapse poochha ja raha hai ki kya aapke pass pahle se Kai bank ing Kendra hai agar hai to yas Karen Varna no kar de.
- Ab aapko yahan per submit ke button per click kar dena hai.
- Submit ke button per click karte hi aapka paytm payment Bank BC agent ke liye online registration ho jayega.
To doston aaj ke is artical mein bus itna hi milte Hain next artical mein tab tak ke liye "Jay Hind vande mataram".