All Material Download Link  21

Namaskar doston aaj ka yah artical bahut hi Kamal Ka hone wala hai kyunki aaj ki surgical Mein WhatsApp ki aisi tric batane Wale Hain Jise dekhkar aap chauk jaaoge.

Doston aap Sabhi WhatsApp ka use karte honge WhatsApp mein fingerprint lock lagane ke liye Kisi bhi application ki jarurat Nahin Hai yah Fictures aapko WhatsApp mein dekhne Ko mil hi jayegi.

Telugu Gupta Nahin hota hai ki whatsapp ke andar fingerprint lock Bhi aaye Hain ya nahin. Yah ficture WhatsApp mein abhi lunch kiya hai. Agar kisi ke mobile mein yah option Nahin a raha hai to update karne ke bad aapko mobile mein fingerprint lock mil jaega.

Aapko WhatsApp fingerprint ke bare mein Puri jankari honi chahie to is artical ko shuru Se lekar ant Tak jarur padhna hoga to aaiae jante Hain WhatsApp per log kya hai aur iska ham kaise istemal kar sakte hain.

WhatsApp per fingerprint ka use kaise karen?

  • Sabse pahle aapko WhatsApp update kar lena hai.
  • Uske bad WhatsApp ko open karna hoga.
  • Uske bad right side mein aapko 3dot ka option dekhne ko milega.
  • Use per aapko click karna hoga.
  • Uske bad aapko setting ka option dekhne Ko mil jayega, setting option per click Karen.
  • Uske bad account ke option per click Karen.
  • Uske bad aapko privacy ka option dekhne ko milega use per click Karen.
  • Privacy per click karne ke bad aap niche aaenge vahan per aapko fingerprint lock ka option dekhne Ko mil jaega.
  • Fingerprint per click karke aap fingerprint lock Laga sakte ho.
  • Apne finger ko confirm karenge ki aapke kis finger se fingerprint lock lagana chahte Hain.
  • Ismein aap apna log ka time bhi chun sakte hain.
  • Jab Bhi aap iske andar time set karogi uske bad jab Bhi aap WhatsApp open karoge To aapko fingerprint Se Hi open karna hoga.
  • Is tarike se aap WhatsApp per fingerprint log Laga sakte ho

Is tarah Se aap Bina Kisi application ke apne WhatsApp mein fingerprint lock Laga sakte ho.

Song Beat Mark

Doston Aaj aapane sikha ki aap apne WhatsApp mobile mein fingerprint lock kaise laga sakte ho jisse aapka WhatsApp koi bhi open nahin kar sakta aur WhatsApp sef rahega

WhatsApp mein fingerprint Kaise lagate Hain yah jankari is artical main aapko bahut hi aasan tarike se bata Diya Gaya Hai kise padhakar aap apne mobile phone mein WhatsApp per fingerprint lock Laga sakte ho.

Doston Aaj Ke is artical Mein Bus itnahi milte Hain next artical mein tab tak ke liye ‘Jay Hind vande Mataram’.